Thursday, November 12, 2015

AITBAAR – THE TRUST ON LOVE






PART 6 A

Sangya first looked at her brother and said "Bhaisa sure! main Bhabhi sa ki madat zaroor kaungi par shayad mera directly involve hona theek nahin hoga kyuki wo isse conscious ho jaayengi ye kaam aapko hi karna hoga Bhaisa unhe insab se bahar nikaalna hoga main sirf raasta bata sakti hoon chalna aapko hoga"

Sameer said "to batao main kya karoon?"

Sangya said with a smile "sabse pehle is darr ki vajah jaana zaroori hai shayad wo apne past ko leke conscious hai ya fir is cheez ko leke ki unhone aapko dhooka diya hai"

Sameer said "nahin Sangya jaha tak past ki baat hai usne Meera ko aur maine Maanav ko poori tarah apnaya hai usne mujhse kabhi kuch nahin poocha Srishti aur Meera ke baare main aur maine bhi use kabhi force nahin kiya...aur rahi baat guilt ki to uske chehre par mujhe aise chood ke jaane ka koi guilt nahin hai balki ek darr hai ek dard hai aur uski shayad koi bahut badi vajah varna Aisha mujhe chood ke aise nahin jaati"

Sangya said thinking for a while "Bhaisa aapne kaha ki wo aapke kareeb aane se darr jaati hai shayad ye darr physical relations ka hoo ...

appko yaad hai na Dev ki baat usne kaha tha ki Aisha Bhabhi Vikram ji ko bahut buri haalat main mili thi fir usi haalat main 1 mahine main shadi aur uske 7 mahine baad Maanav ka paida hona aapko nahin lagta kahin kuch gadbad hai warna Aisha bhabhi apne se 10 saal bade aadmi se shadi aise hi kar lengi jinka 9-10 saal ka beta hai jabki wo aapse itna pyar karti thi aur aaj bhi karti hai"

Sameer said "mujhe bhi yahi darr hai Sangya aur tumhara andaaza bhi shayad theek hai par wo kuch batati kyu nahin kya main uska dard nahin samjhunga?"

Sangya said "aap jaante hai Bhaisa is tarah ke cases main sirf shareer hi nahin aatma tak ghayaal ho jaati hai daily aise kayi cases dekhti hoon main kuch to ek dum pathaar ki tarah ho jaati hai bina jaan ke ...

Bhabhisa ko to fir bhi sirf darr lagta hai aur aapse wo kya khaengi Bhaisa wo to khud se kehte hue bhi darti hoongi ..."

With a sigh continues "Khair abhi ke liye aap bas itna kariye ki unke saath normal rahiye unko aapke support aur pyar ki zaroorat hai aur haan ek important baat aapko yadi unka darr nikaalna hai to ye aap unke kareeb jaa kar hi kar sakte hai I hope aap samajh rahe hai main kya kehna chahti hoon"

Sameer nodded with a smile & Sangya to responds with a warm smile. Suddenly Aisha said coming inside holding a bowl of kheer in her hand and noticed that both brother sister duo are into some deep talks and then smiled at each other to their good luck she was far so couldn't hear their talks.

Aisha said alternating the gaze between the two "kuch serious hai kya aap loog aise chehre bana ke kyu baithe hai?"

Sangya smiled & said "Kuch nahin Bhabhisa wo Bhaisa zara emotional ho gaye the mujhe itne din baad dekh ke aur fir wahi typical sawaal ...tum theek ho na? kush ho na? And all isliye inhone aisa chehra bana rakha hai"

Aisha smiles and says "accha zara chakh ke batao maine Kheer banayi hai tumhare liye tumhe bahut pasand hai na Maasa ne bataya tha"

Sangya took a spoon & tasted the kheer relishing the taste & said "Wow bhabhisa! It's delicious lagta hai aapse cooking seekhni padegi warna Vivaan zaroor complain karenge ki main khana accha nahin banati"

Aisha smiled & said "Done aur yadi kare bhi to mujhe batana main kaan kheechungi uske"

Sangya smiles & says "Bhabhisa chaliye main bhi lunch main help karti hoon aur aapko aaj mere haath ka gatte ka saag khilati hoon "

Aisha exclaimed with a smile "to fir chalo mujhe bhi seekhna hai Maasa ne kahha tha tum gatte ka saag bahut accha banati hoo" both went to kitchen for preparation of lunch & Sameer started his work on PC.

Aisha & Sangya continued the preparations with giggles & laughter's & both gelled very well.  Padmini & Pratap were happy to see the bonding between the two & Sameer too saw Aisha giggling & laughing whole heartedly with Sangya after a long time he knew his sister well that she is good at this & he too saw glimpse of his lost Aisha after a long time.

After a while Lunch was ready & Aisha moved to her room to fresh up when Sangya too entered the room with a packet in her hand calling Aisha.

Aisha responded saying "Haan Sangya kya hua? Vivaan se baat hui kya kab aa raha hai?"

Sangya said "haan Bhabhisa baat ho gayi Wo bas nikal chuke hai aate hi honge aadhe ghante main... waise main khaas aapke liye kuch laayi hoon "placing a packet in her hands.

Aisha said shaking her head "ye sab kya hai Sangya tum jaanti hona main tumse koi gift nahin le sakti to fir..."

Cutting her short Sangya said "Oh come on Bhabhisa! Ab aap Maasa ki tarah baate mat karo...pehle khool ke dekho aur batao kaisa hai?"

Aisha opened the Packet it had beautiful Saree of sheer & smooth fabric of royal blue color with a deep cut blouse. Aisha looked at the dress bit embarrassed and said "Sangya ye bahut accha hai par main aise saares nahin pehenti ye tumpe bahut acchi lagegi ise tumhi rakh loo"

Sangya said "Oh come on Bhabhisa! Ab aap na wo dharmik films ki heroine ki tarah baat kar rahe hoo ye deep hai main nahin pehenti & all ...

 maine aise 3 pieces liye the Maasa ke liye aapke liye aur apne liye aur jab Maasa pehen sakti hai to aap kyu nahin?"

Aisha said "Sangya wo is ghar ki badi hai aur main unki bahu hoon unke saamne aise dress main main comfortable nahin hoongi aur main ye bhi jaanti hoon ki unhe koi problem nahin hogi par main..."

Sangya said cutting her in mid "Bas Bas Bhabhisa Brake lago! aap kitna soochti hoo... ok fine! aap ise Maasa aur Babasa ke saamne mat pehena par Bhaisa ke saamne pehenne se to koi problem nahin hai na ..

waise Parso hamare Hospital institution ke 50 Years poore ho rahe hai aur bahut bada celebration hoga to aap aur Bhaisa to aayenge hi to aap yahi pehena aappe bahut accha lagega"

Aisha said protesting a bit "Par Sangya dekho..."

Cutting her short Sangya said "koi par war nahin Bhabhisa aap to aise keh rahe hoo jaise budhhe ho chuke hoo aur isme itna conscious hone ki kya baat hai?...

aapne kahah tha ki aap Maasa aur Babasa ke saamne nahin pehen sakte theek hai to hamare ghar pe change kar lena end of discussion iske aage main kuch nahin sunungi"

Aisha smiled at her stubborn Sister -in-law she knew she will not settle so easily & said "accha main pehenugi theek hai"

Sangya hugged Aisha happily saying "Thanks Bhabhisa"

After a while Vivaan was back for lunch & kids were also back from School so all had Lunch with usual chit chat happily and after completing the entire ritual Vivaan & Sangya took leave for the day. It was a long tiring day for Aisha she got completely worn out after Dinner.

After putting kids to sleep she went to her room & Sameer could see that she looked exhausted Aisha lay on the bed & Sameer asked her gently "kya hua bahut thak gayi kya?"

Aisha said "nahin bas wo thoda dard hai back main"

Sameer said "to laao main ointment laga deta hoon aaram milega"

Aisha said with a hitched face "Nahin main laga loongi sone se pehle waise bhi aap thak gaye hoonge...aap soo jaayiye"

Sameer shook his head and went to Medical kit to fetch an ointment and went back to bed. He made Aisha lay properly & covered her with comforter & opened the lid of the ointment & after taking the apt amount he put the closed tube back on head rest of the bed.

He lay beside Aisha wrapping her in his arms he slid her top upwards and started massaging her waist softly. Aisha went completely numb after feeling his touch on her bare waist her breaths became heavy and she didn't know how to stop all this it was like a chill shiver which ran in her entire body & she was just resting her head on his shoulders clutching his shirt bit fearly.

Sameer too was in a same state her soft skin her closeness her fearful clutch all were taking a toll on him but he needed to control himself before he could end up doing anything crazy.

He inhaled sharply & tightens his grip on her waist once & that made her gasp lightly. He releases his hold & says after straightening her top "ab theek hai na chalo soo jaao"

That broke her trance she released her hold on his shirt and opened her fear closed eyes & muttered a "Thanks" to him. She changed her side & posed to sleep.    





         







PART 6 B

Sameer smirked at her reaction pulled his comforter & closed his eyes & posed to sleep. After few minutes when Aisha realized Sameer has slept. She sat on the bed resting her head on headrest closing her eyes calming herself tears too started flowing her cheeks . She took a calming breath and wiped her tears.

Aisha's mind voice "Sameer! Mat kariye itna pyar mujhse main laayak nahin hoon aapke pyar ke...kyu aap aise kareeb aake meri mushkil aur bada rahe hai aapki aankho jab bhi apne liye pyar dekhti hoo mera guilt aur bad jaata hai...

kaise samjhaau main aapko ki  mujhme kisi ko dene ke liye koi pyar nahin bacha hai ..par aap kyu itne acche hai ki aapse sirf pyar kiya sakta hai"

Here Sameer too was awake he saw Aisha awake and bit frazzled & her eyes were moist too he was feeling guilty as Aisha was not use to such proximity & he had overdone things which made Aisha scared but he had no other option too to take her out of all this.

Sameer's mind voice "Please Aisha! Mujhe maaf kar doo main jaanta hoon ki mera aise kareeb aana tumhe accha nahin laga par jis haalat main tum ho is waqt usme se normal life jeene keliye ye zaroori hai ...

main tumhe kush dekhna chahta hoon aur is duniya ki har kushi dena chahta hoon tumhe par pata nahin kyu tum khud hi kush nahin rehna chahti tum shayad nahin samajh sakti mujhe kaisa lagta hai kitni takleef hoti hai tumhare itne paas hokar itne bhi door rehne se"

Sameer took a deep sigh and thought of calming Aisha. He wake up & turned his side & saw Aisha sitting with her head rest on headrest of the bed & her eyes are close. 

Sameer called her gently voicing "Aisha!"

She hummed in response "hmm"

Sameer replied "kya hua? abhi bhi dard ho raha hai? kaho to garam paani laau"

Aisha said with a smile with closed eyes "Nahin main theek hoon bas neend khul gayi aap soo jaaiye kal office bhi jaana hai na"

Sameer said in a naughty tone "Kyu aisa kya ho gaya ki neend khul gayi .. dard ki vajah se ya massage ki vajah se?" and winks at her.

Aisha in a bit embarrassed tone "Sameer! Kya aap bhi kuch bhi bolte hai"

Sameer to make her mood light says further pulling her in arms "waise ab hamara effect hi aisa hai na...kya kare" & winks again.

Aisha gets more embarrassed and lowers her gaze & Sameer says looking at her "oh come on Aisha! Stop sulking kya mujhe itna bhi haqq nahin hai?"

Aisha looked at him with a smile & nods in yes & Sameer too responds with a smile & says "to fir aise shakal kyu bana rakhi hai?"

Aisha smiles lightly & said "Nahin aisa kuch nahin hai..."

Sameer asked straight looking into her eyes in a strong voice "to fir kaisa hai Aisha?"

Aisha could read his eyes and his meaning behind his question she broke the eye lock & said looking away "aise koi baat nahin hai Sameer bas wo  ..." she stops abruptly.

Samper smiles & said turning her face to himself "Main jaanta hoon Aisha tumahre liye itna aasaan nahin hai... aur trust me jab tak tum khud aage bad ke mujhe gale se laga ke apne pyar ka ikraar nahin karti aur hamare beech ki doori khatam nahin karti main aisa kuch nahin karunga itna bharosa to kar sakti ho na"

Aisha with teary eyes wrapped her arms around Sameer & said resting her head on his shoulders "aapko kya lagta Sameer? Main aapse pyar nahin karti ...apni jaan se bhi zayada karti hoon I love you more than my life... bas is waqt himmat juta rahi hoon ki main khud ko aapke pyar ke kaabil bana sakun shayad..."

Sameer replied lovingly stopping her "shhh...kisne kahah ki tumhe mere pyar ke kabil banane ki zaroorat hai tum jaise hoo main tumhe waise hi pyar karta hoon ... ab chalo soo jaao it's late" Aisha parted the hug & smiled went to sleep. Sameer too lay beside her & went to sleep.

Next morning Aisha checked it was therapy date of Meera so she consulted her Doctor and she said that her therapy can be conducted by afternoon. So Aisha after school Aisha took Meera to the Doctor for therapy. Doctor started the therapy session Meera got bit hassled she was in pain and was connected to many machines.

Aisha had tears in her eyes seeing Meera in this state. She took permission of Doctor & stayed with Meera holding her hand supporting her & encouraging her that everything will be fine. After a while therapy session was over & she was put to Transfusion suddenly Aisha come to know that Blood group O+ which was to be transfused is out of stock.

Aisha panicked a bit first but she said "Doctor aap mera blood de sakte hai mera blood group bhi O+ hai"

Doctor asked nurse to take the sample & report to her after test. After 10 Minutes Doctor checked the report & Aisha started giving blood to Meera. After a while process was completed and Meera was resting under the effect of medicines.  Suddenly Doctor called Aisha in her cabin.

Aisha said entering the cabin "Doctor aapne bulaya mujhe? Meera theek hai na use koi problem to nahin?" 

Doctor Said "ji Nahin koi problem nahin aap unki Maa hai isliye kuch kehna chahti hoon aapse" 

Aisha said "ji kahiye"

Doctor said "Mrs. Rathore aaj tak Meera ne itne aaram se therapy or transfusion nahin karaya jis tarah se aaj karaya wo bacchi hai ghabra jaati hai ye sab dekh ke  par usse zayada aap pareshaan lag rahi thi aapko thodi himmat rakhni hogi warna Meera main himmat kahah se aayegi?"

Aisha nodded with teary eyes & said "I know Doctor but Meera ko aise dekh ke bas ..." 

Doctor said consoling her "Main jaanti hoon aap bhale hi Meera ki Janam dene waali Maa nahin hai par usse kam bhi nahin hai Main Srishti ko jaanti thi Pune Main Meera ki delivery maine aur meri ek senior Doctor ne kithi waise aapko ek acchi khabar sunanae ke liye bulaya hai maine"

Aisha with a surprise "acchi kahabar kaun si?"

Doctor said "yahi ki aapka aur Meera ka blood group same hai aur labhag 60% details match hoti hai ... Meera ko pura cure hone ke liye bone marrow Transplant ki zaroorat hai par hame koi sahi Donner nahin mila kyuki yadi zara bhi gadbad hui to uski aane waali life pe impact pad sakta hai yadi aapke baaki 15% intricate details match ho jaati hai to aapka bone marrow shayad usko bacha sakta hai nayi zindigi de sakta hai"

Aisha voiced happily "Kya sach main aisa ho sakta hai doctor? To fir aap jald se jald jo bhi test hai kariye aur Meera ko theek kar dejiye"

Doctor said "Have patience Mrs. Rathore abhi test poore Nahin hue hai hame 1 Hafte ka waqt lagega aur haan aapko apne bone marrow ka sample bhi dena hoga aap wo bhi de jaayiye match hoga to hum appko call karke bata denge & I really hope & pray ki aisa ho jaaye taaki is bacchi ko nayi zindigi mil jaaye "

Aisha said in a happy voice "aapko jobhi karna hai jaldi kaeejiye main chahti hoon ki Meera Jald se jald bilkul theek ho jaaye" 

Doctor nodded with a smile & took Aisha to the lab after half an hour of painful process everything was done and later after an hour she returned back with Meera to Rathore Mansion. She looked bit tired and in pain due to tests. After a while when Sameer returned back he saw Aisha a bit stressed and she looked pale due to blood loss.

Sameer said in a concern voice "Aisha kya hua tum theek hona?"

Aisha said "Haan main theek hoon wo O+ blood unke stock main nahin tha to Meera ko blood maine diya tha isliye thodi thakaan si lag rahi thi aur aapko pata hai Doctor ne kahah hai ki Meera theek ho sakti hai shayad mera bone marrow usse match ho jaaye maine test karva liya hai aur uska result 1 hafte main pata chal jaayega I hope yadi aisa ho jaaye to Meera bilkul theek ho jaayegi"

Sameer with teary eyes hugged Aisha & said "Bhgwaan ne chaha to Meera bilkul theek ho jaayegi par ye batao tumne kuch khaya ya aise hi baithi hoo"

Aisha smiled & said "Haan maine juice le liya hai"

Sameer said "Meera kahah hai?"

Aisha said "room main aaram kar rahi hai use abhi rehne deejiye bahut pareshaan hui hai aaj poori therapy main mera haath 1 minute ke liye bhi nahin choda usne main use aise dekh ke bahut ghabra gayi thi aur pata hai Meera mujhe keh rahi thi Mummy main theek hoon ye to har baar hota hai"

Sameer smiled & said pulling Aisha in a comforting hug "Don't worry Aisha sab theek hoga aurab to uski Mummy uske saath hai na" 





       








PART 7 A

Aisha smiled at Sameer but suddenly winced in his hug Sameer asked in a concerned voice "kya hua Aisha?"

Aisha said "wo aaj maine bone marrow test ke liye diya tha to..."

Before she could complete Sameer said apologizing "I am sorry Aisha tum theek ho na?"

Aisha said "Sameer Bas! Main theek hoon aap fresh ho jaayiye main coffee laati hoon"

Sameer said "tum rest karo coffee Maasa bhijwaa deengi waise bhi poore dinbhar ki thaki hui hoo theek se khaya bhi nahin hai"

Aisha shook her head in disbelieve & said "Sameer I am fine ab aap baithiye main aati hoon" with that she marched out of the room.

Suddenly Sameer's cell buzzed it was Sangya's call Sameer picked up the call & answered saying "Hi Sangya kaise hoo?"

Sangya in a happy voice replied "Main theek hoon Bhaisa aap aur bhabhisa kaise hai aur Meera aur Maanav kaise hai?"

Sameer replied "sab maze main hai"

Sangya said "accha aapko aur bhabhisa ko hamare hospital ke charitable function main aana hai hamare hospital ke 50 years complete hoo rahe hai aur choti si party hai"

Sameer replied "Sangya hum koshish karenge actually Meera ki therapy aaj hi hui hai aur Aisha ka bhi bone marrow test hua hai wo thoda exhausted bhi hai"

Sangya said"Theek hai Bhaisa par accha hota aap dono aate khaas kar Bhabhisa ko aapke saath zayada time kaha milta hai? yadi koi major issue na hoo to aap aur Bhabhisa zaroor aayiyega ye unke liye bhi change ho jaayega"

Sameer said realizing with a sigh "haan I think you are right aur main poori koshish karunga ki hum aaye accha main rakhta hoon bye" Sangya disconnected the call wishing him back.

Aisha entered with a cup of coffee when Sameer disconnected the call. Aisha asked "Sangya se baat kar rahe the?"

Sameer said "haan invite kiya hai usne party ke liye waise bhi parso Sunday hai aur kal Saturday bacchoo ki chutti hai to party main chalte hai tumhara bhi mood accha ho jaayega"

Aisha said bit unsure "Par Meera uski tabiyat theek nahin hai abhi"

Sameer smiled & said "wo kal subah tak bilkul theek ho jaayegi aur waise bhi party shayam ko hai"

Aisha said "Par...?"

Sameer said cutting in mid "koi par var nahin... yaar jab se hamari shadi hui hai tum na badi waali boor ho gayi hoo.. hum chal rahe hai haan yadi Meera ki tabiyat proper nahin hui to alag baat hai"

Aisha took a deep sigh & nodded in yes saying "Ok fine! Kal ki kal dekhi jaayegi aap coffee to pee leejiye"

Sameer picked up the cup & started sipping his coffee & after a while at dinner table Padmani said "Aisha beta actually abhi pandit ji ka call aaya tha wo hamare bade mandir main kal ek khaas pooja hai jo tumhare Babasa aur mujhe karni hai 6 ghante ka raasta hai hum Sunday tak aa jaayenge main sooch rahi thi Meera aur Maanav ko saath le jaau? Maanav ne to mandir dekha bhi nahin hai...

kal waise bhi tumhare office main Article final karna hai to tum wahah rahogi aur Sameer ko waise bhi office se fursat nahin hogi"

Aisha said "Maasa bilkul le jaayiye par Meera ka to aaj hi blood transfusion hua hai aur..."

Suddenly Maanav chirped out in between "Dadi hum challenge mummy to kahin bhi ghumaane nahin leke gayi"

Meera added munching her dinner "aur Main bhi theek hoon dadi main bhi chalungi"

Aisha smiled at them & said "accha theek hai par Dadi ko pareshaan mat karna " turning to Padmini said "Maasa main inka bag tayyiyaar kar deti hoon aur Maanav thoda shararti hai na sune to acche se kaan kheechiyega iske"

Padmani smiles & nods in yes. After Dinner Aisha did the packing for kids & was smiling at their excitement. Next morning Pratap Padmani left along with the kids & made their way to the temple. Aisha had her engagements in office & Sameer had his meeting with IG & after clearing her Work at office Aisha went back home & after an hour Sameer too joined her at home.

Sameer entered the house it was in total silence as no one was there today except Aisha. Aisha opened the door & said greeting him "Good evening! aap jaldi kaise aa gaye?"

Sameer said "Haan Meeting jaldi khatam ho gayi ...aaj badi shanty hai ghar main?"

Aisha smiled & said "Haan bacche nahin hai na isliye"

Sameer said "to theek hai chalo party main chalte hai aur aaj enjoy karte hai maine Sangya se kahah tha ki hum aayenge to chalo ready ho jaao"

Aisha said with a smile "theek hai waise bhi Sangya bahut zidd kar rahi thi ki hum wahah aaye Vivaan ko bhi accha lagega...aap fresh ho jaaiye main sab arrange karti hoon"

Aisha started to prepare for the Party & arranged the clothes properly and made some coffee for Sameer and after a while both got ready for the party. Sameer put on his Black Suit & Aisha put on the same Saree that Sangya had given her she knew Sangya will not spare her easily if she will not wear it.

Aisha was getting ready when Sameer came in after attending the call and saw Aisha in a beautiful Saree with a Backless deep cut blouse getting ready.

Sameer said with grin "kya baat hai! lagta hai aaj bijli giraane ka iraada hai" & winks at her.

Aisha said with an irritated face "Sameer! Please aap mujhe aur conscious mat kariye Sangya ne gift kithi ye aur kaha tha khaas is party pe pehen ke aana isliye pehen lii aapko pata hai na main aise kapde nahin pehenti"

Sameer said with a smile "to pehna karo na kisne rooka hai aur vakai tum bahut acchi lag rahi hoo"

Aisha shyly smiled at his response & after half an hour getting ready properly they perused to the party venue. Here Vivan & Sangya have already arrived at the Party & were waiting for Sameer & Aisha to come. After a while Sangya spotted his brother & Sister-in-law entering the venue. She hugged both of them & welcomed them in the party.

She introduced them to her few colleagues & friends in her & Vivaan's circle. All started to enjoy the party it was in full swing. Vivaan & Sangya were on the dance floor dancing happily in each other arms.

Sameer & Aisha both were happy seeing them like this Vivaan called Sameer & Aisha to join the dance floor but Aisha was bit hesitant in all this but after a bit of push from Sangya & Vivaan she too joined with Sameer & both started dancing closely.

Sameer was happy to see Aisha taking slow & steady steps towards her normal self and as Sangya suggested it all was working positively. Aisha too felt a unique happiness in her husband arms dancing closely it was bliss for her.

After a while Sangya moved to a drinks counter to have her favorite smoothie & saw Sameer carrying 2 glasses of Penacolada for himself & Aisha.

Sangya said "Bhaisa good aaj Bhabhisa kitni kush lag lag rahi hai... Maine kaha thana accha hua aap dono aaye yaha"

Sameer said "all thanks to you Idea to tumhara hi tha"

Sangya smiled at her bother & said "to fir chaliye dinner karte hai saath main" After finishing their drinks all four went to have Dinner in a bufe arranged in the lawn outside.

They all had Dinner with regular chit chat giggling and teasing each other. Suddenly Aisha choked her food while laughing at the silly tease of Sangya and started coughing badly.

Vivaan quickly rushed to the waiter serving water behind him & made Aisha drink water but when her coughing didn't stopped Sameer patted her bit strongly finally she came back to her breath & drink 2 more glasses to calm herself from the same waiter standing behind.

After a while Aisha's behavior changed she looked totally sloshed under the effect of alcohol. Sameer & Vivaan panicked to see Aisha in this state Vivaan immediately went to waiter & asked about the liquid Waiter said apologetically "Sir ye paani nahin Goa ki special drink hai fenny jo ki paani ki tarah dikhti hai main batana chahta tha par aapne suna nahin"

 Vivaan told Sameer & Sameer said "isse pehle Aisha out of control ho jaaye main ise ghar le jaata hoon isne bahut zayada pee lee hai good night"

Sameer held Aisha properly as she was walking with unsteady steps he managed to made her sit back in the car to Rathore Mansion. To his good luck no one was there otherwise he would have been in a deep trouble.

After the drive Aisha & Sameer reached home parked the car & scooped Aisha in his arms & took her to the room placing her on the bed & went to change.

After a while when affect of alcohol was high & Sameeer came back after changing Aisha walked to Sameer with unsteady steps & wrapped him in her arms & in drunken tone with a wide smile says "I love you Sameer " & them parting from him spreading her arms "main aapse itna saara pyar karti hoon"

Sameer smiled at her innocent confession & said "I love you too...ab chalo soo jaao"   





   
       





PART 7B

Aisha said bit stubbornly like a kid "Nahin mujhe nahin sona hai"

Sameer asked her with a smile "accha to fir kya karna hai?"

Aisha said in a drunken tone "Mujhe na aapse kuch confess karna hai ... Main bahut buri hoon ... bahut kharaab hoon .. aapko bahut pareshaan kiya hai na maine" and starts crying hugging him .

Sameer was bit shocked to see Aisha like this & said controlling her "Nahin Aisha tum bahut acchi hoo tabhi too hum sab tumse itna pyar karte hai"

Aisha said nodding in negative with teary eyes "nahin aap bahut acche hoo isliye aisa keh rahe hoo ... Main to aapko aise hi chood ke chali gayi thina...aapko dhoka diya na maine ...par aapko nahin pata kya hua tha...aur maine aapko dhooka nahin diya Sameer...main to aapse bahut pyar karti hoon na...meri majboori koi nahin jaanta" with that she started crying again hugging Sameer.

Sameer got alerted at what Aisha was trying to say. Sameer knew this is the right time to take out the truth in her intoxicated state as once she gets back to senses then she will not utter a word about it.

Sameer asked her gently "accha tum mujhe bhi nahin bataogi?"

Aisha smiled at Sameer with twinkling eyes and said nodding her head in negative "Naa...main nahin bataungi nahin to..." then stops abruptly thinking for a while.

Sameer asks her breaking her thoughts "Nahin to kya Aisha?..."

Aisha looked at Sameer lovingly and said "aap na mujhse gussa karoge ...nafrat karoge mujhse...aur main to aapse bahut pyar karti hoon na... aapki nafarat nahin seh paaungi main" with that she hugged him with teary eyes.

Sameer parted the hug and said consoling her "jitna pyar tum mujhse karti hoo utna payr main bhi tumse karta hoon aur aisa kabhi nahin hoga ki main tumse nafrat karon ab batao na kya baat hai?"

Aisha looked at him with a questioning gaze lovingly & said "aap sach main itna pyar karte hai mujse?" Sameer nodded in positive with a smile.

Aisha said with teary eyes "aap jaanna chahte hai na ki maine aisa kyu kiya?"

Sameer nods in yes & says hugging her "haan jaana hai ki tumhe kya pareshaan kar raha hai aaj saare dard saara dukh bahar nikaal doo Aisha"

Aisha started sobbing in his embrace and said "pata hai aapko main bahut kush thi jab Punjab apne ghar gayi thi Mummy Papa ko aapke baare main sab bata diya tha wo bahut kush the...Vivaan tab apna MBBS kar raha tha Delhi main par sab badal gaya ...ek hi pal main.."

& starts sobbing again after a pause she continues "jin Naxils ke against main campaign kar rahi thi unko pata nahin kaha se mere baare main saari detail pata chal gayi...unhone Maa aur Papa ko mere saamne goli maar di aur mujhe apne saath utha ke le gaye apne thikaane pe" saying this she starts crying hysterically in his embrace hugging him.

Sameer dares a little more & asks "fir kya hua Aisha?"

Aisha looks at him with tear filled eyes and said "waha unhone mujhe bahut torture kiya ... Mera Shareer to unke liye khiloona tha ... har raat khelte the wo is shareer se.. kabhi koi akela aata kabhi poora ka poora gang aa jaata.. meri aatma, mera shareer mera aatma sammaan sab ghayal kar diya unhone" she broke down & cuddled herself in Sameer's arms.

Sameer was literally stunned by the words he had tears in his eyes but he needed to know the complete truth and asked gently "to fir tum waha se nikli kaise?"

Aisha said "maine us narak main lagbhag 3 mahine guzaare fir usi beech maine whah ke local security service ko inform kiya ek gang member ka mobile galti se mere paas choot gaya tha .. Meri kismat thi ki unhone information waha ke army headquarter tak pauncha di aur fir Army ki regiment ne wahah attack kiya aur poori gang ko khatam kar diya...

meri jaan to bach gayi par meri aatma aur sharer pe lage zakham mujhe jeene nahin de rahe the to ab aap hi batayiye .. kya karti main...kahah jaati?"

Aisha clutched his shirt & started sobbing again. Sameer said hugging her back and consoling her "tumne ye mujhe bataya kyu nahin Aisha? Bas ek baar kehti mujhse sab theek ho jata"

Aisha said looking at him lovingly cupping his face "Itna pyar kahah se jutate hai aap Sameer?...Main kya batati aapko main to khud hosh main nahin thi 15 din hospital main thi main..jis regiment ne mujhe nikaala tha usko lead Major Vikram Kapoor kar rahe the...hospital main mujhe pata chala ki main 3 weeks pregnant hoon ... mere pairo ke neeche se to zameen nikal gayi...

maine Doctor se abortion ke liye kahah to unhone kahah ki main bahut weak hoon aur wo ye nahin kar sakte isse meri jaan ko khatra tha par maine unki nahin suni...Meri zidd ki vajah se Doctor ne Vikram ji ko khabar kari to wo mujhpe bahut naaraaz hue uske baad bina ek din gavaaye wo mujhe apne ghar le aaye "

Sameer was totally speechless after what he heard he could not believe that Aisha went through all this he again asks gently "Fir kya hua Aisha?"

Aisha gives a painful smile & says "fir waha main Dev se mili us 9 saal ke bacche ki muskaan ne uski baato ne jaise mere ander waapis jaan daal di  Usne mujhe waapis jeena sikhaya...Vikram ji ki patni ki 4 saal pehle hi road accident main maut ho gayi thi Dev se mera judaav dekhke unhone mujhse shaadi ki baat kahi ..main jaanti thi ki ab mere liye sab khatam ho chukka hai isliye haan ki..aur koi chaara bhi to nahin tha ... Shadi ke baad Maanav paida hua to Dev aur Maanav hi meri duniya ban gaye unme hi apni kushi dhoondne ki koshish karti main"

Sameer said in an unsure voice "aur Vikram ji?"

Aisha said with a Painful smile "hun Vikaram Ji!...unke liye bas main Dev ki Choti Maa thi aur Maanav ki Maa usse zayada koi rishta nahin tha hamara haan wo Maanav aur Dev ko baraabar pyar dete the par main kabhi mann se unki patni nahin ban paayi .. Naa kabhi wo mujhe apna paaye na main unhe ...shayad wo bhi aisa nahin chahte the"

Sameer had tears in his eyes & Aisha continues "Par Mujhe unse kabhi koi shikayat nahin rahi ..unki maut ke baad maine Dev aur Maanav ko sambhaala uske baad to aap sab jaante hai"

Sameer said with a cracked voice "itna kuch chupa rakha tha Aisha?...ek baar bhi nahin bola mujhse ..itni kamzoor tum kab se ho gayi Aisha?"

Aisha hugged Sameer & said "Kaise batati aapko ?ek aur boojh daalti aappe? Mujhe aaj bhi Maanav ko dekhke wo sab yaad aata hai Sameer...wo kisi ke pyar ki nahin kisi ki zulm ki kisi ke apmaan ki nishaani hai..main khud ko nahin sambhaal paayi to aapko kaise aur kya batati? Yahi ki mera shareer meri aatma tak maile ho chuke hai?" with that she again fall down on the ground hugging her knees crying loudly.

Sameer couldn't see Aisha like this any more so he picked her up from the ground and & hugged her relieving her pain she too cried clutching him taking out all the pain that she has gathered inside her.

After a while Sameer said controlling her "ab nahin Aisha bas karo ab main tumhari in aankho main aansu nahin dekhna chahta"

Sameer placed her on bed & made her drink some water to calm her senses he wiped her tears gently and kissed her forehead saying "ab thoda aaram karo bahut raat ho gayi hai jaao change kar lo" with that he was about to approach Elmira to take out night clothes for Aisha when he felt a light tug in his arms.

He turned and saw Aisha clutching his palm and looking at him. Sameer asked "kya hua Aisha?"

Aisha replied trying to stand steady"aapko yaad hai Sameer aapne kahah tha ki jab tak main aapko apne gale se lagake khud apne pyar ka ikaraar nahin karungi tab tak aap hamare beech ye doori khatam nahin karenge ...to aaj main poori karti hoon aapki ye baat"

Bridging the distance between them with unsteady steps & hugging him warmly said "I Love You Sameer! Bahut pyar karti hoon aapse.. main aaj tak darti rahi kyuki ye aapko aise chood ke jaane ka guilt..fir itna kuch hone ke baad aapka pyar aur apnapan mujhe baar baar kamzoor kar deta tha..

par aapke pyar ne mujhe ehsaas karaya ki jab hum saath hai to kya main sab kuch bhool ke aapke saath aage nahin bad sakti ?...mere liye shayad itna aasaan nahin tha kyuki kisi ke pyar ka saakar roop maine kabhi dekha hi nahi...I am sorry mujhe maaf kar deejiye "

Sameer smiled at Aisha's honesty & after knowing the entire truth his love for Aisha had gone several notches higher. Sameer said with a smile "haan Aisha! aaj tum apne saare gum saare dukh bhool jaaogi saache pyar main bahut taakat hoti hai"

With that Sameer pulled Aisha closer & started kissing her lips gently & his figures tighten the grip on her smooth waist. Aisha was in intoxicated state and closed her eyes cherishing the pleasure for the very first time.